
Khyber Pakhtunkhwa
94 khabrein · safha 2


Bilawal Bhutto: Sadr Zardari ke dastakhat ke baghair Khyber Pakhtunkhwa mein emergency mumkin nahin thi

Corps Commander ne Chitral mein Arson aur Patai ko milane wale pul aur sarak ka iftitah kar diya

Peshawar school sanha: FIR mein namzad afraad ki tadad 4 ho gayi, mulzimaan faraar

Peshawar Public Library ab raat 12 bajay tak khuli rahegi, teen shiftoon mein sahulat

Khyber Pakhtunkhwa mein emergency mulki mufad mein lagayi, achhe nataij niklenge: Wazir-e-azam Shehbaz Sharif

Emergency rokne ki aakhri lamhe tak koshish ki, soobai hukumat ne taawun nahin kiya: Mohsin Naqvi

Sohail Afridi ki na-ahli ki darkhwast ghair mo’asir qarar, Chief Justice ne nimta di

Khyber Pakhtunkhwa mein emergency aur governor raj ke sadarti farman Parliament ke mushtarka ijlas mein pesh

National Assembly mein Khyber Pakhtunkhwa emergency ki tauseeq ki qarardad pesh, wazir-e-azam bhi aiwan mein pohnche

Emergency majboori mein lagayi, hamesha ke liye nahin: Bilawal Bhutto ki hukumat ko opposition se dobara muzakraat ki peshkash

Halaat theek na hon to emergency 10 baar bhi lagana pare to lagni chahiye: Rana Sanaullah

Taraqqi par qurbani de sakte hain, security par nahin: Governor Faisal Karim Kundi ki zer-e-sadarat Apex Committee ka ijlas

Governor raj ke baad Khyber Pakhtunkhwa Advocate General office ke 57 afsaran farigh, chief secretary bhi tabdeel

KP hukumat dehshatgardon ke khilaf wafaq ka saath dene par tayyar nahin, ab faisla karna hoga: Shehbaz Sharif

Ishaq Dar ka Maulana Fazlur Rehman ko phone, opposition se rabton ki aakhri koshish ka faisla

Sadr Zardari ke dastakhat, Khyber Pakhtunkhwa mein emergency nafiz, governor soobe ke administrator hon ge

Wafaq ka Wazir-e-aala KP Sohail Afridi ki naql o harkat mehdood karne ka faisla, Peshawar mein security sakht

Emergency ghair jamhoori iqdam aur sangeen siyasi ghalti hai, yaksar mustarad karte hain: Barrister Gohar

Khyber Pakhtunkhwa mein barri intizami tabdeeli, Fakhar Alam Irfan chief secretary taynat, Shahab Ali Shah samet afsaran Establishment Division report karein

KP ke awam sadarti proclamation ka khair-maqdam karte hain, Fitna al-Khawarij ka saath nahin dein ge: Governor Kundi

Khyber Pakhtunkhwa mein emergency ya governor raj ki tayyari mukammal, faisla hukumat aur opposition ke muzakraat se mashroot

Sohail Afridi ka long march ‘short term march’ ban gaya, yeh dehshat gard tanzeemon ke haq mein hai: Uzma Bokhari

Governor raj ya emergency masle ka hal nahin, bamaqsad muzakarat ke liye tayyar hain: Barrister Gohar

KP ki surat-e-haal par sab gale tak bhar chuke, siyasi jamaatein aur kitna intezar karengi: Danyal Chaudhry

KP mein do maah mein 10 ahlkar shaheed, soobai hukumat funds aur aslaha nahin de rahi: Bilal Azhar Kayani

KP mein deputy chief minister ki taqarruri ki darkhwast, Peshawar High Court ne soobai hukumat se jawab talab kar liya

Ghair mashroot muzakrat hon, giraftar rahnuma raha hon, Khyber Pakhtunkhwa mein governor raj na lage: Barrister Gohar

Taliban ke saath mil kar PTI ko Islamabad par lashkar kashi nahin karne denge, governor raj aakhri option: Khawaja Asif

Khyber Pakhtunkhwa ki surat-e-haal: wazir-e-azam aaj Aiwan-e-Sadr mein sadr-e-mamlikat se mushawarat karenge

PTI ka long march Attock se aage nahin ja sakega, governor raj aakhri option hai: Faisal Karim Kundi

Hukumat aur PTI muzakraat: Aakhri waqt mein wazir-e-aala Khyber Pakhtunkhwa ne sharait rakhin, Talal Chaudhry

Sohail Afridi ka Bannu mein long march se khitab, sarkari helicopter ke istemal par Mohsin Naqvi ki tanqeed

Governor raj achha faisla nahin, aakhri hadd par nahin jana chahte: Amir Muqam

Khyber Pakhtunkhwa hukumat ne long march ke zariye badamni ka mansooba bana liya: Khawaja Asif
