Mushir-e-mahauliyat Naseem ur Rehman Mullakhail ne Chamber of Small Traders ke nau-muntakhab ohdaidaron se halaf liya

Quetta: Soobai mushir-e-mahauliyat Naseem ur Rehman Mullakhail ne Chamber of Small Traders and Small Industry ke nau-muntakhab sadr Naveed Yousuf, naib sadr Haji Rafu Gul Barech aur deegar ohdaidaron se halaf liya.
Is mauqe par chamber ke chairman Wali Noorzai aur deegar bhi maujood the.
Tasveer: Bashukriya DG PR Balochistan











