Baat pakki hui na mangni, Bilawal Bhutto bhi jaali khabron par bol pade

Samaji rabte ki website ‘X’ par jari apne video bayan mein Bilawal Bhutto Zardari ne kaha ke Social Media ne na sirf unki baat pakki karwayi balke mangni aur shadi bhi karwa di, tahum aisa kuch nahin hua.











