Wazir-e-dakhila Mir Ziaullah Langove ke Anjuman Tajiran Balochistan ke wafd se Rahim Agha ki qayadat mein muzakrat

Quetta: Soobai wazir-e-dakhila Mir Ziaullah Langove ne Anjuman Tajiran Balochistan ke markazi sadr Rahim Agha ki qayadat mein tajir biradari se muzakrat kiye.
Is mauqe par moawin baraye mehkama dakhila Babar Yousafzai aur Deputy Commissioner Quetta sameet digar bhi shareek the.
Tasveer: Bashukriya DG PR Balochistan











