رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 16° Saaf 22° / 12°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Wazir-e-aala Balochistan Sarfraz Bugti se Maulana Noorullah, Zarrain Magsi aur Khalid Lango samet arkan ki mulaqatein

Wazir-e-aala Balochistan Sarfraz Bugti se Maulana Noorullah, Zarrain Magsi aur Khalid Lango samet arkan ki mulaqatein
Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan

Quetta: Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se mukhtalif siyasi shakhsiyat ne mulaqatein kin.

Rukn soobai assembly Maulana Noorullah ne wazir-e-aala Balochistan se mulaqat ki.

Soobai minister Mir Shoaib Nausherwani, rukn assembly Mir Sadiq Sanjrani aur parliamentary secretary Mir Barkat Ali Rind ne bhi wazir-e-aala se mulaqat ki.

Is ke alawa parliamentary secretary Nawabzada Zarrain Magsi aur sabiq soobai mushir khazana Mir Khalid Khan Lango ne bhi wazir-e-aala Mir Sarfraz Bugti se alag alag mulaqatein kin.

Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se soobai minister Mir Shoaib Nausherwani, rukn assembly Mir Sadiq Sanjrani aur parliamentary secretary Mir Barkat Ali Rind mulaqat kar rahe hain
Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se soobai minister Mir Shoaib Nausherwani, rukn assembly Mir Sadiq Sanjrani aur parliamentary secretary Mir Barkat Ali Rind mulaqat kar rahe hain
Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se parliamentary secretary Nawabzada Zarrain Magsi mulaqat kar rahe hain
Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se parliamentary secretary Nawabzada Zarrain Magsi mulaqat kar rahe hain
Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se sabiq soobai mushir khazana Mir Khalid Khan Lango mulaqat kar rahe hain
Wazir-e-aala Balochistan Mir Sarfraz Bugti se sabiq soobai mushir khazana Mir Khalid Khan Lango mulaqat kar rahe hain

Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan