رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 16° Saaf 22° / 12°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Pasni mein sarkari arazi par ghair qanooni Tajawuzat ke khilaf karrawai, Assistant Commissioner ne arazi wagzar karai

Pasni mein sarkari arazi par ghair qanooni Tajawuzat ke khilaf karrawai, Assistant Commissioner ne arazi wagzar karai
Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan

Pasni: Deputy Commissioner Gwadar Naqeebullah Kakar ki hidayat par Assistant Commissioner Pasni Khusro Dilawari ne sarkari arazi par qaim ghair qanooni Tajawuzat ke khilaf karrawai karte hue arazi wagzar karai.

Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan