Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhel se maahireen-e-taleem, siyasi rehnumaon aur senior sahafi ki mulaqatein

Quetta: Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhel se mukhtalif shakhsiyaat ne mulaqatein keen.
Mulaqat karne walon mein University of Balochistan ke sabiq vice chancellor Brigadier (retd) Agha Ahmed Gul, Bolan University ke vice chancellor Dr Shabbir Lehri, PML-N ke senior rehnuma Malik Asadullah Samalani aur advocate Farid Afghan, siyasi rehnuma Malik Abrar aur senior sahafi Raza ur Rehman shamil the.



Tasveer: bashukriya DGPR Balochistan











