Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail se siyasi rehnumaon, BDA union aur Zhob ke wafd ki mulaqaten

Quetta: Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail se 25 September ko mukhtalif shakhsiyat aur wufood ne mulaqaten kin.
Governor se mulaqat karne walon mein Dr Qadir Khan Mandokhail, Rehmatullah Kakar, Mazloom Awami Tehreek ke soobai sadr Aslam Achakzai ki qayadat mein wafd, Emal Geran Achakzai ki qayadat mein wafd, Anees-ur-Rehman ki qayadat mein BDA union ka wafd aur Malik Mir Aslam Mandokhail ki qayadat mein Viala Sherak Zhob ka wafd shamil the.



Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan











