رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 15° Saaf 22° / 12°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Gandawah bazar mein Assistant Commissioner Muhammad Ramzan Kurd ki bhikariyon ke khilaf karrawai, thane ke hawale

Jhal Magsi: Assistant Commissioner Gandawah Muhammad Ramzan Kurd ne Gandawah bazar mein bhikariyon ke khilaf karrawai karte hue unhein tehwil mein le liya aur mazeed karrawai ke liye City police thana Gandawah ke hawale kar diya.

Is karrawai ka maqsad bazar mein nazm-o-zabt barqarar rakhna aur awami masail ke tadaruk ke liye iqdamat karna hai.

Mauzuaat: