رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 16° Saaf 22° / 12°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Chief Minister Sarfraz Bugti se chairman Public Service Commission, soobai wazir Sadiq Umrani aur Golf Association wafd ki mulaqaten

Chief Minister Sarfraz Bugti se chairman Public Service Commission, soobai wazir Sadiq Umrani aur Golf Association wafd ki mulaqaten
Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan

Quetta: Chief Minister Balochistan Mir Sarfraz Bugti se 27 July ko mukhtalif shakhsiyat aur wufood ne mulaqaten kin.

Chief Minister se mulaqat karne walon mein chairman Public Service Commission Kailash Nath Kohli, soobai wazir Mir Sadiq Umrani aur rukn assembly Zarak Khan Mandokhail shamil the.

Is ke alawa Balochistan Golf Association ke secretary Captain (r) Syed Asghar Ali Shah ki qiyadat mein aik wafd ne bhi Chief Minister Balochistan se mulaqat ki.

Chief Minister Balochistan Mir Sarfraz Bugti se soobai wazir Mir Sadiq Umrani aur rukn assembly Zarak Khan Mandokhail mulaqat kar rahe hain
Chief Minister Balochistan Mir Sarfraz Bugti se soobai wazir Mir Sadiq Umrani aur rukn assembly Zarak Khan Mandokhail mulaqat kar rahe hain
Chief Minister Balochistan Mir Sarfraz Bugti se Balochistan Golf Association ke secretary Captain (r) Syed Asghar Ali Shah ki qiyadat mein wafd mulaqat kar raha hai