رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 20° Saaf 22° / 11°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid
Safha-e-Awwal› Balochistan ›Khuzdar

Khuzdar aur gard-o-nawah mein 5.9 shiddat ke zilzile ke jhatke

Khuzdar: Balochistan ke zila Khuzdar aur gard-o-nawah mein zilzile ke jhatke mehsoos kiye gaye, jin ki shiddat 5.9 record ki gayi.

Jhatke mehsoos hote hi log Kalma Tayyab ka wird karte hue gharon aur dukanon se bahar nikal aaye.

Zilzila pema markaz ke mutabiq zameen 25 kilometre gehrai tak laraz uthi, jabke is ka markaz Khuzdar se 48 kilometre shumal maghrib mein waqe tha.

Mauzuaat: