Imran Sarwar National Bank of Pakistan ke naye sadr muqarrar

Zarai ke mutabiq Imran Sarwar ki National Bank of Pakistan ke sadr ki haisiyat se taqarruri teen saal ke liye ki gayi hai.
Finance Division ne Imran Sarwar ki bator sadr National Bank of Pakistan taqarruri ka baqaida notification bhi jari kar diya hai.
Mauzuaat:Mutafarriq











