Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail ne ARY News ki 26vin salgirah ka cake kata, Khalil George se mulaqat

Quetta: Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail ne ARY News channel ki 26vin salgirah ke moqe par cake kata.
Alawa azin Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail se Dr Muhammad Khan aur sabiq wafaqi wazir Khalil George ne alag alag mulaqat ki.


Tasveer: Bashukriya DG PR Balochistan











