Chief Minister Sarfraz Bugti ki zere sadarat Balochistan Aviation Company ke Board of Directors ka ijlas

Quetta: Chief Minister Balochistan Mir Sarfraz Bugti ne budh ke roz Balochistan Aviation Company ke Board of Directors ke ijlas ki sadarat ki.
Isi roz soobai wazir Mir Shoaib Nushirwani aur parliamentary secretary Sardar Masood Luni ne Chief Minister Mir Sarfraz Bugti se mulaqat ki. Mulaqat ke mauqe par Chief Secretary Balochistan Shakeel Qadir Khan bhi mojood the.



Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan











