رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 17° Saaf 22° / 11°Fajr 05:21Zuhr 12:16Asr 16:12Maghrib 17:49Isha 19:10
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Field Marshal Asim Munir se French Secretary General bara-e-difa o qaumi salamati ki mulaqat

Field Marshal Asim Munir se French Secretary General bara-e-difa o qaumi salamati ki mulaqat

ISPR ke mutabiq France ke Secretary General bara-e-difa o qaumi salamati aur France ke safir ki Field Marshal Syed Asim Munir se mulaqat hui.

Pak Army ke shobah taalluqat-e-aamma ke mutabiq mulaqat mein bahmi dilchaspi ke umoor par tabadla-e-khayal kiya gaya, aqwami salamati aur difa o security ke shobon mein do-tarfa taawun par bhi baat