
Aman o Aman
17 khabrein


Balochistan mein security forces ki karrawai, Fitna al-Hindustan ke 5 dehshatgard halak, thikana tabah

Peshawar ke Dir Colony mein school ki chhat gir gayi, 34 bachche aur khatoon teacher jaan bahaq, kai zakhmiyon ki halat tashweshnak

Washuk
Washuk ke ilaqe Plantak mein intelligence based operation, 5 dehshatgard halak, 4 zakhmi, aslaha baramad

Wafaqi Aini Adalat ne Bushra Bibi ki saza muattali ki darkhwast na-qabil-e-samaat qarar de di

Multan: Rehman Baba Express Sher Shah station ke qareeb patri se utar gayi, 5 musafir jaan bahaq, 50 se zaid zakhmi

Radio Pakistan hamla case: Sohail Afridi, Kamran Bangash aur Taimur Jhagra samet 5 mulzimaan ke khilaf challan jama, agli samaat 28 October ko

Supreme Court ka faisla: Sindh police ahalkaron ko sune baghair seniority tabdeel nahin ho sakti

Supreme Court ki islahati report jari, 86 nukati plan par amalderamad aur zer-e-iltawa muqadmat mein kami

Punjab ki zila adalaton ne chhe maah mein Arms Ordinance ke 3 hazar 397 mein se 2 hazar 934 muqadmat nimta diye

Aini Adalat: Wafaqi Mohtasib qanooni sharait nazarandaz kar ke pension ka hukm nahin de sakta

KP mein deputy chief minister ki taqarruri ki darkhwast, Peshawar High Court ne soobai hukumat se jawab talab kar liya

Eman Fatima ka family court mein Rajab Butt ke khilaf nan nafqe ka dawa

Punjab mein dhuan chhorne wali gariyon ke khilaf traffic police aur EPA ki mushtarka nakabandi ka faisla

Mandi Bahauddin: Duty se ghair hazir 10 police ahlkar bartaraf, aik constable ko censure ki saza

Punjab bhar mein 15 October tak dafa 144 nafiz, 5 se zaid afraad ke ijtima par pabandi
