رَّبِّ ارْحَمْهُمَا كَمَا رَبَّيَانِي صَغِيرًا Aye mere Rab! In dono par reham farma jaise inhon ne bachpan mein mujhe pala Bani Israil 24
Quetta 15° Saaf 21° / 8°Fajr 05:20Zuhr 12:16Asr 16:15Maghrib 17:52Isha 19:12
Balochistan ki awaz, October 1970 seQuetta se shaya hone wala roznama · Editor-in-Chief: Javid Ahmad · Editor: Kamran Javid

Nepal, Tibet Sailab mein halakaton ki tadad 1301 ho gayi, 5339 afraad ta-hal lapata

Nepal, Tibet Sailab mein halakaton ki tadad 1301 ho gayi, 5339 afraad ta-hal lapata

Nepali police ki taza report ke mutabiq mulk mein halakaton ki tadad 1,280 tak pahunch gayi hai, jabke 4,798 afraad ka ta-hal koi suragh nahin mil saka.

Doosri janib Tibet mein hukkam ne guzishta roz ek press conference mein bataya ke wahan halakaton ki tadad barh kar 21 ho gayi hai, jabke 541 afraad ab bhi lapata hain.

Hukkam ke mutabiq lapata hone walon mein kam az kam 34 mukhtalif mumalik ke saikron ghair mulki shehri bhi shamil hain, jis ke baais yeh saaniha International tawajjoh ka markaz ban gaya hai.

Mauzuaat: