Dr Nabiha ki shohar ke liye gana gane ki video viral, sarfin ke mazahiya tabsire

Dr Nabiha Ali Khan ne guzishta baras apne dereena dost Haris Khokhar se shaadi ki thi, dono ki azdawaji zindagi ke hawale se Social Media par mukhtalif mawaqe par behas hoti rahi hai aur haliya arse mein un ke darmiyan ikhtilafat aur sulah ki khabrein bhi samne aati rahi hain.
Mauzuaat:Social Media











