Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail se Senator Dostain Domki aur deegar shakhsiyat ki mulaqatein

Quetta: Governor Balochistan Jaffar Khan Mandokhail se 14 July ko mukhtalif shakhsiyat ne mulaqatein kin.
Governor se mulaqat karne walon mein Senator Dostain Domki, Vice Chancellor Bolan University Dr Shabbir Lehri aur Essa Khan Mandokhail, sabiq soobai secretary Shahbaz Khan Mandokhail, Safdar Khan Mandokhail aur deegar, jabke Haseeb Khan Mandokhail aur Malik Naseer Khan Mandokhail shamil the.


Tasveer: Bashukriya DGPR Balochistan











